Best blogger templates Blogger website new theme AdSense approval and SEO friendly theme

Best blogger templates Blogger website new theme AdSense approval and SEO friendly theme

Hello friend aaj main aapke liye ek asi blogger website theme dunga jisko aap apni website mein laga kar aasani se aap 10 se 15 din ke andar apni website par AdSense ka approval pa sakte hain dost ye theme Google SEO friendly theme aap ko sirf is theme ko apni blogger website

mein lagana hai aur aap  jo bhi post krte  Hain  aap ki post automatic hi Google search console me ad Ho jati hai dosto aap ko sabse pahle theme ko download karna padega download link niche Diya gaya hai aap wanha se download kar sakte hain uske baad aapko theme section par Jana hoga aur theme section par jane ke baad aapko theme ko upload karna padega agar aapko Dena plod nahin karna aata hai to to aap is prakar se bhi theme ko upload kar sakte hain

   Blogger website par theme upload kaise karen without upload XML file


Dosto agar aap blogger website par theme upload nahi kar pa rahe hain to aap ko sabse pahle XML file ko txt file mein convert karna hoga uske baad aap ko convert hone ke bad meine jo XML file diya that  jiska naam aapne txt rkha that kuch file par click karna hai aapko uske baad aapko pure HTML code ko copy kar lena hai jab aap full Html code ko copy kar lenge
Uske baad aapko sabse pahle blogger website par jana hai uske baad aapko theme option choose karna hai jab theme option par click karoge uske baad aapko "upgrade theme" button par click karna hai aur website ko down karna hai jab website ko down karte jayenge aap ko neeche ek box dikhai dega aur down mein" edit HTML" ka ek option hoga us  par aapko click karna hoga uske bad aapko ek bracket me HTML code dekhrga aapko us code ki select all krke remove kr Dena h or main jo aapke liye HTML code diya tha jiska naam apne change karke txt likha tha usko usme
copy kar ke yahan par pest kar dena hai aur uske baad aapko UPAr ki aur ek Save theme ka option hoga is par aapko click kr denaa h aur doston aap ka theme website mein Puri tarah se change ho gaya hai is prakar se aap apni blogger website main theme change kar sakte hain doston me aasha karta Hoon Ki main jo post mein likha hai wo aapke samajh mein aa Gaya hoga aur aap aasani se theme ko change kar sakte hain aur doston main Aap ke liye do prakar se bataya hai ki theme ko kis prakar se aap ko change karna haiagar aap ka pahla trick Kam nahi karta hai to aap dusra trick use kar kar apni blogger website main theme change kar sakte hain agar doston aapko koi bhi problem aa rahi ho to blogger website mein theme upload karne mein to aap mere se comment kar sakte hain main uska reply jarur dunga.........

Download  click here


Post a Comment

0 Comments