Raksha bhandhan wishing website kaise bnaye. Raksha bandhan wishing script 2019
< Hello dosto aaj main aapke liye bataunga ki aap Raksha bandhan wishing website kis prakar se bana sakte hain bo v bilkul free mein doston Raksha bandhan wishing website banane ke liye sabse pahle aapko blogger website par apna account create karna hoga uske baad aap jis naam Se website banana Chahte hai us name se aapko ek website create karni hai uske baad aapko blogger website open karna hai aur uske bad theme button par click karna hai aur uske bad mai aap ko upgrade button par click karna hai jaise aap upgrade button par click karoge tu aapke samne edit HTML likha ayega us par aapko click kar dena hai aur main aap ke liye ek script dunga jiska link ISI post ke a niche de dunga aapko vo script ko download karna hai aur aur download karne ke bad mai aapko usko ko copy karna hai aur edit HTML main jo pahle se code husko hata kar Jo main script Mai code Diya hai hi usko aapko edit HTML main paste kar dena hai paste karne ke bad aapko ek save bheem naam ka option hoga us par aapko delete kar dena hai aur theme ko save kar dena h uske baad aapko script mein meri website K URL ko htakar apni website ka URL paste kar dena hai is prakar aap theme ko customize Karke save kar dena hai aur uske baad aapko view button par click kar na h aur aap dekh sakte hain ki aapka websites prakar se complete Ban chuka hai is prakar se aap wishing website abhi main bana sakte hain iska Koi Paisa bhi nahi lagta hai aur aap isme beech beech mein main kisi advertise company ke ads laga sakte hain aur aap kaafi saare Paisa Kama sakte hain dosto agar aapko script upload karne mein kya website banane mein koi problem a rahi hai to aap mere se a comment kar sakte hain main uska reply jarur dunga
Download link click here
0 Comments