Hello dosto aaj main aapke liye bataunga ki aap jio ke phone ko kaise hard reset kar sakte aur doston aap kis prakar se jio ke phone ka lock Tod sakte hain dosto jio ke phone ka lock todna kafi Assan h dosto agar aap apne jio phone ka pattern lock bhul gaye hain aur aap kisi bhi prakar se apne phone ka lock nahi Tod Pa rahi hain to aap is post ko pura read Karenagar aap Koi word miss Karte Hain to aapke samajh mein nahi aayega doston jio ke phone ka lock todne ke liye sabse pahle aapko
Jio ke phone ka lock kaise tode
dosto jio ka phone lock todne ke liye aap ko apne phone ko switch off karna hoga switch off karne ke baad main aapko apni phone mein ek sath power button + 8 ko ek sath daba kar rakhna hai aisa karne par Aap Ke samne aapka phone start hona shuru karega aur uske baad mein new window open hogi agar aap ke samne yeah new window open nahin hoti hai to AAP image mein diye Gaye kaafi button ki madad se apni phone mein new window la sakte hain doston har jio ke phone mein model ke sabse hard reset option aata hai to aap image mein diye Gaye 4 step ko follow karke aap apni screen par hard reset window la sakte hain
ek baar aap power button + 8 ko ek sath dawa kar rakhe agar is prakar se aap ke samne new window open nahin hoti hai to aap se phone ko switch off kren aur phir se power button plus 0 dawa kar rakhe ab Aap Ke samne ek new window open ho jayega jaisa ki image mein Diya gaya hai dosto jawab ki screen par is prakar ki window open ho jaaye tab aap ko




0 Comments