Hello dosto aaj main aapke liye bataunga ki aap jio ke phone YouTube se video Download kaise kr sakte hain or dosto kisi bhi size me doston es promblam ko lekar kaafi log paresan hai aaj me aap ke liye yahi btaunga ki aap jio ke phone se online video Download Kaise kren MP4,720p 240p,144p,mp3.etc...
Doston sabse pahle aapko Google per type krna hoga y2mate.com dosto search karne ke bad Aapko 1st nom. Wali website ke uper click krna h uske baad website open ho jayegi or aap es website se aap 2 step se YouTube video Download kr sakte ho
Website link y2mate.com
Step 1 :- YouTube video ko search karke download Karen
Dosto agar aap kisi bhi YouTube video ko search karke download karna chahte hain to sabse pahle aapko us video ka naam search bar mein type karna hoga uske baad aap ko search karna hoga aur doston jab aap search button par click karenge to Aap Ke samne kaafi saare song open ho jayenge ab aap ko apna pasand ka song ko select karna hai uske bad Jis song ko aap download karna chahte hain kuch us song par click kar dena hai aur click karne par aapko website ko down karna hai down karne ke bad Aap Ke samne kuch download K button aap ko dikhai denge ab jis size mein download karna chahte hain use size Ke samne ek download button hoga use download button par aap ko click karna hoga click karne ke bad mai wo song download hona start ho jayega is prakar se aap bade aasani se YouTube Ki kisi bhi video ya song for bade aasani se download kar sakte hain
step 2 YouTube video ke URL Se Song download kaise karen
Doston aap kisi bhi video ki URL ko copy Karke use song ko yeah video ko aap aasani se download kar sakte hain dost ko iske liye aapko sabse pahle yeah karna hoga ki aapko jis YouTube video ko download karna chahte hain video ka URL ko copy kare aur uske bad URL ko is website mein search bar mein paste Karen uske baad search button par click Karen jaise aap search button par Teri karenge to aapko website ko down karna hai aur down karne ke bad mai Aap Ke samne kafi download button dikhai denge ab aapko video ko jis size mein download karna hai us size
Step 3 YouTube videos ko MP3 mein kaise download Karen
Dosto agar aap kisi Bhi YouTube video ko MP3 mein download karna chahte hain to aap ko upar diye Gaye two step ko follow karna hai aur uske bad search button par click karoge to aap Jis song par click Karte Hain tu aapke samne ek new page open hoga aur FIR aapko page ko down karna hai uske bad download batan dikhai dega aur usne upar audioka option hoga is par aapko click kar dena hai aur click karne ke bad mai aap ke samne MP3 ke size khul jayenge aapko Jis size mein song download karna hai us size per aap ko click karna hai aur song download hona start ho jayega doston asha karta Hoon main Jo post mein likha hai wo aapke samajh mein aa Gaya hoga agar aapko koi bhi problem aati hai to aap mere se comment kar sakte he dhanyavad
1 Comments
Thanks for sharing!
ReplyDeletehttps://youtubetomp3music.com/ this is the site I always use to download mp3 or mp4 from YouTube!! It can be used in most video or audio sites, and it is free, convenient, plus no registration required.